Various - Yeh Mera Dil Pyar Ka Lyrics

| Print | E-mail

User Rating: / 4
PoorBest 
Various - Yeh Mera Dil Pyar Ka Lyrics

pyar ka deewana
pyar ka deewana
pyar ka deewana
pyar ka deewana

yeh mera dil pyar ka deewana
deewana deewana par ka parwaana
aata hai mujhko pyar mein jal jaana
mushkil hai pyare tere bach ke jaana

yeh mera dil pyar ka deewana
deewana deewana pyar ka parwaana

pyar ka deewana
pyar ka deewana

dil voh chaahe kisse, chaahe kisse usse paaye
pyaar voh yaar ke jo naam pe hi mit jaaye
dil voh chaahe kisse, chaahe kisse usse paaye
pyaar voh yaar ke jo naam pe hi mit jaaye
jaan ke badle mein jaan loon nazraana
yeh mera dil yaar ka deewana
deewana deewana pyaar ka parwaana

pyar ka deewana

pal pal ek halchal, dil mein ek toofaan hai
aane ko hai voh manzil jiska mujhe armaan hai
pal pal ek halchal, dil mein ek toofaan hai
aane ko hai voh manzil jiska mujhe armaan hai
bhoolna na tujhe dil ka yeh takraana

pyar ka parwaana
jal jaana
bach ke jaana

yeh mera dil yaar ka deewana
deewana deewana pyaar ka parwaana




Last 5 Articles


Related Articles

Login Form



Who's Online

We have 32 guests online